Wednesday, 10 January 2018

khamoshiyan

Khamoshiyan aawaaz hain Tum sun'ne to aao kabhi Chhukar tumhe khill jaayengi Ghar inko bulaao kabhi Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zaraa. Khamoshiyan. teri meri khamoshiyan Khamoshiyan. lipti hui khamoshiyan Kya uss gali mein kabhi tera jaana hua Jahaan se zamaane ko guzre zamaana hoa Baarish ki boondon ki hoti kahaan hai zubaan Sulagte dilon mein hai khamosh uthta dhuaan Khamoshiyan aakaash hai Tum udne toh aao zara Khamoshiyan ehsaas hai Tumhe mehsoos hoti hai kya Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zara. haa. Khamoshiyan. teri meri khamoshiyan Khamoshiyan. lipti hui khamoshiyan

No comments:

Post a Comment

হাসপাতালে

আমার -এ শরীর আজও স্পর্শ চায় আরও একবার তোমাকে বিছানায়... মাঝপথে আটকিয়ে যাওয়া আখাঙ্খায় আজও কেউ বসে দক্ষিণ জানালায়... দক্ষিণের সামুদ্রিক...