Wednesday, 10 January 2018

phir kabhi

Yeh lamha jo thehra hai Mera hai ye tera hai Yeh lamha main jee loon zara

Tujh mein khoya rahoon main Mujh mein khoyi rahe tu Khudko dhoondh lenge phir kabhi Tujhse milta rahoon main Mujhse milti rahe tu Khud se hum milenge phir kabhi Haa. phir kabhi Kyun bewajah gungunaaye Kyun bewajah muskuraaye Palkein chamakne lagi hai Ab khwaab kaise chupaaye Behki si baatein kar lain Hans hans ke aankhen bhar lain Ye behoshiyan phir kahan Tujhme khoya rahoon main Mujhme khoyi rahe tu Khud ko dhoondh lenge phir kabhi Tujhse milta rahoon main Mujhse milti rahe tu Khud se hum milenge phir kabhi Haa. phir kabhi

Dil pe taras aa raha hai Pagal kahin ho na jaaye Woh bhi main sun'ne laga hoon Jo tum kabhi keh na paaye Yeh subah phir aayegi Yeh shamein phir aayengi Yeh nazdeekiyaan phir kahan Tujhme khoya rahoon main Mujhme khoyi rahe tu Khud ko dhoondh lenge phir kabhi Tujhse milta rahoon main Mujhse milti rahe tu Khud se hum milenge phir kabhi Haa. phir kabhi

No comments:

Post a Comment

হাসপাতালে

আমার -এ শরীর আজও স্পর্শ চায় আরও একবার তোমাকে বিছানায়... মাঝপথে আটকিয়ে যাওয়া আখাঙ্খায় আজও কেউ বসে দক্ষিণ জানালায়... দক্ষিণের সামুদ্রিক...